Lagaakar DekhoonAJJan 18, 20231 min readUpdated: Jan 19, 2023Aag ke paas kabhi mom ko laakar dekhoon,Ho izzazat to haath lagaakar dekhoon,Dil ka mandir bada veeran nazar aata hai,Sochta hoon teri tasveer lagakar dekhoon
Aag ke paas kabhi mom ko laakar dekhoon,Ho izzazat to haath lagaakar dekhoon,Dil ka mandir bada veeran nazar aata hai,Sochta hoon teri tasveer lagakar dekhoon
Bharpoor Hona ChaiyeAJJan 18, 20231 min readFaisla jo kuch bhi ho, hamein manjoor hona chahiyeJang ho ya ishq ho, bharpoor hona chahiyeBhoolna bhii hain, jaroori yaad rakhne ke liyePaas rahna hai, to thoda door hona chahaie
Faisla jo kuch bhi ho, hamein manjoor hona chahiyeJang ho ya ishq ho, bharpoor hona chahiyeBhoolna bhii hain, jaroori yaad rakhne ke liyePaas rahna hai, to thoda door hona chahaie
Mujhse Bichad KarAJJan 18, 20231 min readJis din se tum ruthi, mujhse, ruthe ruthe hainChadar wadar, takiya wakiya, bistar wistar sabMujhse bichad kar, wo bhi kaha ab pehle jaisi hainFike par gaye kapre wapre, jebar webar sab
Jis din se tum ruthi, mujhse, ruthe ruthe hainChadar wadar, takiya wakiya, bistar wistar sabMujhse bichad kar, wo bhi kaha ab pehle jaisi hainFike par gaye kapre wapre, jebar webar sab