Ek Tajmahal Rakha HaiAJJan 18, 20231 min readEk ek harf ka andaaz badal rakha hai,Aaj se humne tera naam ghazal rakha hai,Maine shaho ki mohabbat ka bharam tod diya,Mere kamre mai bhi ek tajmahal rakha hai..
Log Lete Hein MajeAJJan 18, 20231 min readAate jaate hain koi rang mere chehre par,Log lete hain maja jikr tumhara kar ke
Teri Har BaatAJJan 18, 20231 min readTeri har baat mohabbat mein gawaara karke,Dil ke bazaar mein baithe hain khasara karke,Muntjir hoon ke sitaaro ki zara aankh lage,Chaand ko chatt pe bula lunga ishaara karke.