top of page

Intezaar Teri Mohabbat Ka (Intezaar Shayari)

Writer: AJAJ

Updated: Oct 10, 2023

Phir Aaj Koi Gazal Tere Naam Na Ho Jaye, Kahin Likhte-Likhte Shaam Na Ho Jaye, Kar Rahe Hain Intezaar Teri Mohabbat Ka, Isee Intezaar Mein Zindagi Tamaam Na Ho Jaye.

फिर आज कोई ग़ज़ल तेरे नाम न हो जाये, कहीं लिखते-लिखते शाम न हो जाये, कर रहे हैं इंतज़ार तेरी मोहब्बत का, इसी इंतज़ार में ज़िन्दगी तमाम न हो जाये।


Chale Bhi Aao Ki Hum Tumse Pyaar Karte Hain, Ye Wo Gunah Hai Jo Hum Baar-Baar Karte Hain, Log Maut Tak Takte Hain Raah Dildaar Ki, Hum Hain Ki Qabr Mein Bhi Tera Intezar Karte Hain.

चले भी आओ कि हम तुमसे प्यार करते हैं, ये वो गुनाह है जो हम बार-बार करते हैं, लोग मौत तक तकते हैं राह दिलदार की, हम हैं कि क़ब्र में भी तेरा इंतज़ार करते हैं।


(Intezaar Shayari)

Recent Posts

See All

Kin Lafjon Mein Likhoon... (Intezaar Shayari)

Kin Lafjon Mein Likhoon Main Apne Intezaar Ko Tumhen, Bejuban Hai Ishq Mera Dhoondhta Hai Khamoshi Se Tujhe. किन लफ्जों में लिखूँ मैं...

Comments


ShayariRadio

shayariradio.com

©2022 by Shayari Radio. Proudly created by AJ

bottom of page