Kin Lafjon Mein Likhoon Main Apne Intezaar Ko Tumhen, Bejuban Hai Ishq Mera Dhoondhta Hai Khamoshi Se Tujhe.
किन लफ्जों में लिखूँ मैं अपने इन्तजार को तुम्हें, बेजुबां है इश्क़ मेरा ढूँढता है खामोशी से तुझे।
Meree Nigaah Mein Phir Koee Doosara Chehara Nahin Aaya, Bharosa Hee Kuchh Aisa Tha Tumhaare Laut Aane Ka.
मेरी निगाह में फिर कोई दूसरा चेहरा नहीं आया, भरोसा ही कुछ ऐसा था तुम्हारे लौट आने का।
Dil Ki Ummeedon Ka... Haunsla To Dekho, Intezaar Uska Jisko Ehsaas Tak Nahin.
दिल की उम्मीदों का... हौंसला तो देखो, इंतजार उसका जिसको अहसास तक नहीं।
Ye Aankhe Dinbhar Kuchh Talashti Rahti Hain, Koi To Hai... Jis Ka Inhe Intezaar Hai.
ये आँखे दिनभर कुछ तलाशती रहती हैं, कोई तो है... जिस का इन्हे इंतजार है।
Mathe Ko Choom Lun Main Aur Unki Julfe Bikhar Jaye, In Lamhon Ke Intejaar Mein Kahin Zindagi Na Guzar Jaye.
माथे को चूम लूँ मैं और उनकी जुल्फ़े बिखर जाये, इन लम्हों के इंतजार में कहीं जिंदगी न गुज़र जाये।
Chale Bhi Aao Tasavvur Mein Meharbaan Bankar, Aaj Intezaar Tera, Dil Ko Had Se Jyaada Hai.
चले भी आओ तसव्वुर में मेहरबां बनकर, आज इंतज़ार तेरा, दिल को हद से ज्यादा है।
Intezaar Shayari
コメント